Friday, 18 October 2013

Tactical Terms and their meaning-I

  1. What is Bound?:- Tactical ahmiyat wali wah jamin jisko advance karne wali unit/sub unit tactically secure karti hai aur upar wale commander ko report deti hai taki harkat ko cordinate kiya ja sake. Yah wo jagah hoti hai jaha dusman ke milne ka andesh ho. Unit /sub unit yaha halt kart hai aur agar hukm iske barkhilaf  n diye gaye ho.
  2. What is start point?: Advance ke axis par mukarar kiya huwa wah point jisko advance coloumn ke sabse aage wale troops diye huwe samay par par karta hai.
  3.  What is start time?: Operation order me diya huwa samay jis par advance coloumn ki sabse aage wali platoon start point ko par karti hai.
  4. What is D Day?:  Kisi operation ko suru karne ke liye mukarar kiye huye din ko D Day kahte hai, iske pahle ko D- aur bad wale din ko D+ se jahir karte hai.
  5. What is Axis? Wah aap disha jis par koyi unit ya formation harkat karta hai.

No comments: